Allah kay Dost
“JO asudgi main aur tangi main apna maal
kharch kartain hain aur gussey ko roktey aur logo kay qosoor maaf kartain hain
aur Allah nekukaron ko Dost rakhta hai..[Aal e Imraan]”
“Aur Allah Sabr rakhne walon ko Dost rakhta
hai..[Aal e Imraan:146]”
“Beshak! Allah bharosa rakhne walon ko Dost
rakhta hai..[Aal e Imraan:159]”
“Allah to Insaaf karne walon ko Dost rakhta
hai..[Al Mumtahina:8]”
No comments:
Post a Comment